Pati-Patni
Pati Na Kajre Ki Dhaar
Na Motiyon Ke Haar
Na Koi Kiya Singaar
Phir Bhi Kitni Sunder Ho
Patni-Oye Saaf Saaf Bolo Na Ki MAKE-UP Ke Liye Paise Nahin Doonga.
Car Loan
Ganju Ne Bank Se Loan Pe Ek Car Li
Loan Nahin Chuka Paya Toh Bank Wale Car Uthaakar Le Gaye
Udhaas Ganju - Pehle Pata Hota Toh Shaadi Bhi Loan Leke Karta.
Girls Live Longer
Why Girls Live Longer Than Boys?
Scientific Studies Has Proved That Shopping Never Causes Heart Attacks,
But Paying The Bills Does.
Boy and Girl
Girl - It's Too Tight.
Boy - D'ont Worry, I Will Do It.
Girl - Push It In.
Boy! Ah, I Can't.
Girl - It's Painful.
Boy - Forget It, We Will Buy New Wedding Ring..
Train
4 Sardar Train Ke Peeche Bhaag Rahe The
2 Char Gaye Toh Train Mein Logon Nein Kaha, "WELL DONE"
Sardars - Khaak "WELL DONE"
Jana Toh Unhe Tha,
Hum Toh Chorne Aaye The.
Shaadi
Shaadi Se Pehle Chandramukhi
Shaadi Ke Samay Surajmukhi
Shaadi Ke Baad Jwalamukhi
Shaadi Ke 10 Saal Baad
Tu Mujhse Dukhi, Mein Tujse Dukhi.
Chhute Paise
Ek Aadmi Raah Chalte Doosre Aadmi Ko Rukaake Poochta Hai -
Bhai Sahab, 30 Rupaiye Ke Chutte Milenge Kya?
Doosra Aadmi Jat Se Jawab Deta Hai - Do 15 Ke Chalenge Kya?
Judwa Behne
Ganju Panju Se - Agar Aap Do Judua Beheno Mein Se Ek Se Shaadi Kar Lo Toh Apni Patni Ko Kaise Pehchaanoge?
Panju - Mein Kyun Pehchanoo?
Lipstick
ARZ HAI EK ENGLISH SHAAYARI:
Lipsticks Are Girl's Beauty
Lipsticks Are Girls Beauty
Tasting Them Is Boy's Duty.
Loan
Panju Bank Gaya - Wahaan Likha Tha, Sone Par Loan Milta Hai.
Panju Waheen So Gaya Aur Poocha Ek Raat Sone Par Kitna Loan Milega.
Doctor Ka Kaha
Panju Apni Bibi Ko Maar Raha Tha.
Ek Aadmi Ne Poocha - Kyun Maar Rahe Ho?
Panju - Doctor Ne Kaha Hai, Isko Dawaai Koot Koot Ke Deni Hai.
Boy and Girl
Panju Apni Bibi Ko Maar Raha Tha.
Ek Aadmi Ne Poocha - Kyun Maar Rahe Ho?
Panju - Doctor Ne Kaha Hai, Isko Dawaai Koot Koot Ke Deni Hai.
Shayari 1
Arz Kiya Hai
Dil Jalaa Raha Hoon, Kismat Aazma Raha Hoon
Khoob Gumaya Uss Bewafa Ko Bike Pe
Isliye Aaj Rickshaw Chala Raha Hoon.
Shayari 2
Phool Kharaab Nahin Hota, Makhiyaan Kharaab Karti Hain
Phool Kharaab Nahin Hota, Makhiyaan Kharaab Karti Hain
Ladke Kharaab Nahin Hote, Ladkiyaan Kharaab Karti Hain.
No comments:
Post a Comment